Saturday, 27 August 2016

मिले हो तुम हमको बड़े नसीबो से। 


Dil apna dena khata ho gaya hai
Tujhe pyaar karna saza ho gaya hai


Tujhe is tarah se yaad karne lage hain
Lahoo banke aansoo barasne lage hain 

Mohabbat se hum bhi ab to darrne lage hain
Khushi ke liye hum ab tarasne lage hain

Tuesday, 22 March 2016







तूने फेसले ही फासले बढाने वाले किये थे,
वरना कोई नहीं था, तुजसे ज्यादा करीब मेरे..।



तूने फेसले ही फासले बढाने वाले किये थे, 
वरना कोई नहीं था, तुजसे ज्यादा करीब मेरे..। 
बारिश की बूँदों में झलकती है तस्वीर उनकी‬‎और हम उनसे मिलनें की चाहत में भीग जाते हैं‬..!!! 


कौन कहता है की सिर्फ ‪चोट‬ ही ‪दर्द‬ देता है असली दर्द मुझे तब होता है जब तू ‪ online‬ आके भी ‪reply‬ नहीं देती 

Image result for sad alone boy in love pics
Image result for sad alone boy in love pics 
 प्यार भी हम करें, इन्तजार भी हम, 
जताये भी हम और रोयें भी हम..
Tajurbe ne ek baat sikhai hai... Ek naya Dard hi...Purane Dard ki dawai hai! 

Image result for sad alone boy in love pics

Sunday, 14 February 2016





Dear Faty

Love  is hug. I will work hardest to reach it. My love is only for you I will present it just for you, just for you. When I meet you, my heart shook. I haven’t been able to escape you. I will hold you all my life, It’s my Promise.

I want to show you how every big my love is for you, - everyday, every night, every time, all my life.

I love you

Love always.

                           Happy Valentine Day Dear
 

Sunday, 7 February 2016

Abb Nahi Waqt Mere Liye Unke Pass
Rona Padega Unko Mere Merne Ke Badd
Na Jane Kab Samejhenge Woh Mere Pyar Ko
Shayad Woh Din Ayega Mere Merne Ke Badd

Ab Woh Kisi Aur Ke Saath Khush Hai To Unse Koi Gila Bhi Nahi Hay,
Taqdeer Se Zyada Kabhi Kisi Ko Mila Bhi Nahi Hai,
Sochta Hoon Bhula Dun Pichli Saari Baatonko
Unhe Yaad Karne Ka Koi Sila Bhi To Nahi Hai,
Woh Hamein Zakhm Pe Zakhm Dete Chaley Gaye,
Hum Yeh Sochtey Rahey Ke Issey Khubsoorat Mohabbat Ka
Koi Tohfa Mila Bhi To Nahi Hai,
Saudager Hi Ban Chuke Hain Ab Wo Mohabbat Ke,
Lenin Hamare Jaisa Khareedar Unhin Mila Bhi To Nahi Hai,

 

Tadapta Hai Dil Teri Awaaz Ke Liye,
Tere Pyar Bhare Chand Alfaz Ke Liye,
Karo Hame Fanaa Apni Is Ada Ke Liye,
Tadapte Hai Hum Tumse Ek Mulakat Ke Liye.

Ek Din Jab Kabhi Hum Chale Jayenge
Yad Tumko Meri Jan Bahut Aayenge
Roj Hi Khelte Ho Mere Dil Se Jo
Chain Ek Din Tumhare Bhi Kho Jayenge
Baat Hi Baat Me Rooth Jate Ho Tum
Roj Hi Minnate Ab Karate Ho Tum
Kaun Aayenge Tumko Manane Sanam
Jo Kisi Roj Hum Rooth Ke Jayenge
Hain Najar Me To Yoon Bhool Jate Ho Tum
Haal Par Jo Mere Muskurate Ho Tum
Ye Rang E Khumari Utar Jayegi
Jo Najar Se Kabhi Door Ho Jayenge
Waqt Choo Kar Puarana Gujar Jayega
Khyal Tumko Kabhi Jab Mere Aayenge
Shool Aa Jayega Panv Me Jab Koi
Yad Tumko Mere Hath Aa Jayenge
Ek Din Jab Kabhi Hum Chale Jayenge
Yaad Tumko Meri Jaan Bahut Aayenge

Main aaj bhi kisi se bhoot pyar karta hu
Zinda kyu hu main, khud bhi nahi janta
Main kab kya karta hu, khud nahi janta
Har sec sirf ek he pic mind mai hoti
wo bhul skte hain sbkuch, par main nahi
kisi ko bhulna itna aasan nahi hota

Friday, 5 February 2016



Zindgi aur Maut

Har Kadam Par Usi Ki Yaad Aati Hai Ab Toh Rooye Bina Hi Aankh Bhar Aati Hai Unke Bina Kya Haalat Ho Gayi Ab Toh Har Ek Pal Me Maut Nazar Aati Hai,

Jis Din Meri Arthi Is Duniya Se Vida Hogi Ek Alag Sama Hoga Ek Alag Baat Hogi Khna Us Bewafa Se Margaye Tumhare Chahne Wale Ab Na Hum Hai Aur Na Hamari Batein Hogi
 
Pyar jab hud se gujar jata hain to Zindgi or maut ka difference khatam ho jata hain

 Itne Sare taake hath par
So, sad
kISI NE SAHI KAHA HAIN KE PYAR KISMAT WALO KO HE MILTA HAIN ..... !!!!

Wednesday, 3 February 2016

 

Aaj wo apne hokar bhi begane lage,
Mano hawa ke thande jhonke hamein jalane lage.
Ek aah pe girte the jin ke hazaron aansu,
Aaj wo mere jakhmo pe muskarane lage…

Tuesday, 2 February 2016

Jinda hai par Jine ka irada badal diya,
Waqt k Tufan ne har 1 Wada badal diya,
Chal sake kisi k sath is Qabil na rahe ab,
Thokro ne Hame itna zyada badal diya..

Manzeele bhi uski thi aur raasta bhi us hi ka tha,
Ek main akela tha kafeela bhi us hi ka tha,
Saath saath chalne ki soch bhi us hi ki thi,
Phir raasta badalne ka faisla bhi usi ka tha,
Aaj kyun akela hoon dil sawaal karta hai,
Log to uske the kya khuda bhi us hi ka tha?
To Khuda ne kaha:
Use yaar banaane ki galti teri thi,
Us par yakeen karne ka khayaal bhi tera tha,
Use kyun gham hoga tere jaane ka,
Sacha pyaar uska nahi, sacha pyaar to tera tha!


Aahsas k daman me aasu gira kar tho dekho,
Mohabbat kitni sacchi h,
Aajma kar tho dekho,
Tumhe bhul kar kya hogi dil ki haalat,
Kisi aiene par pathar gira kar tho dekho.

Mai rona chahta hu
Kahin khud ko chhupakar iss duniya se
Dubkar kahin dur dard ki gehrai me , tere pyar ki
Aapne aap se kuch kehna chahta hu
Mai rona chahta hu…..
Paakar khud ko akela
Sunkar iss dil ki pukar
Jis tarah se m seh pata hu
Vahin dekh kar iss bheed ko
Mai chup sa hi jata hu
Bin tere iss safar me
Mai khud hi keh jata hu
Mai rona chahta hu…..
Sapno ne dhoka diya
Jo khawabo ka sath diya
Bas gye the tum jisme
Arso pehle
Sunkar ab us dil ki majburiyaan
Aankhon se kuch kehna chahta hu
Mai rona chahta hu…..
Unn beete lamho ko bhulakar
Basakar tujhe in aankhon me
M phir se seham sa jata hu
Kyon ki
Ho jati h sikayat in aankhon ko dil se
Jo m keh pata hu
Mai rona chahta hu……..

Aaj itni he
bakee phir kabhi