Aye Mohabbat, Tujhe Paane Ki Koi Raah Nahi.... Tu To Use Hi Milegi, Jise Teri Parwah Nahi.......!!
Na jane kyu har shaam udaas si ho gayi hai
Bahar me bhi meri zindagi veeran si ho gayi hai
Jis pal se maine jeene ki khwahish chhod di hai
Us pal se maut bhi mujhse naraz si ho gayi hai
Kon Is Dil Ki Dekh Bhaal Kary*
Roz Thora Sa Toot Jata Hai*
«« dil hi dil mein gum sahna seekh liya..... Ab to dard mein bhi chup rhna seekh liya..... Nahi chhalakti aankhein ab kisi ke samne...... Aasuo ne bhi ab akele mein bhna seekh liya »»
LEHAR AATI HAI KINARE SE PALAT JATI HAI ........................... ♥♥ YAAD AATI HAI DIL ME SIMAT JATI HAI ........................... ♥♥ DONO ME FARK SIRF ITNA HAI ........................... ♥♥ LEHAR BEWAQT AATI HAI AUR YAAD HAR WAQT AATI HAI ........................... ♥♥
najuk najuk hathon se yun chut gya....
dil ka shisha khel khel m tut gya......
Hum dekhte hai unhe, jo nahi dekhte hume, hum chahte hai unhe, jo nahi chahte hume, Ajib aadat hai ye hamari, Hum yaad krte hai unhe, Jo bhul jate hai hume,